Pages

Monday 19 July, 2010

रोज़े में झूट और 'फहश '

अबू  हुरैरा  रज़िअल्लहु अन्हु से रिवायत है

कि रसूलुल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम  ने फ़रमाया

कि जो शख्स रोज़ा रख कर ‘झूट'

बोलना और ‘फहश अमल करना तर्क न करे

तो अल्लाह को इस बात की कोई हाजत नहीं

के वह खाना पीना छोड़ दे.

(सही बुखारी)

खावंद की इजाज़त

अबू हुरैरा रज़िअल्लहु अन्हु से रिवायत है

कि रसूलुल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया:

कोई औरत अपने खावंद  (Husband)

की इजाज़त के बगैर (Nafli)

रोजाह नहीं रख सकती

(सहीह बुखारी, H# 5192;
सहीह मुस्लिम,H# 1026)

Admi Ke Bura Honey Ke Lye

Abu Huraira Raziallahu Anhu Se Rivayat Hai
K Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Fermaya:
Admi Ke Bura Honey Ke Lye
Yahi Kafi Hai
Ke Woh Apney Musalman Bhai Ko Haqeer Samjhey
(Sahih Muslim, Kitabul Ber, H# 2523:2524)

Jumma Ke Din Jab Imam Khutba De

Jabir  Raziallahu Anhu Se Rivayat Hai
K Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Fermaya,
Jumma Ke Din Jab Imam Khutba De
Raha Ho Aur Tum Main Se Koi Aae
To Isko Chaehai Ke 2 Rak’at Mukhtasar Perh Ley.
(Sahih Muslim, Kitabul Jumma, Page 287, H #
2024)

Azaab-E-Qabar Ke Awaazain Suna Dey

Anas Raziallahu Anhu Se Rivayat Hai
K Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Fermaya:
Ager Mujhey Ye Khadsha Na Hota Ke Tum
Apney ‘Murdey’ Dafan Kerna Chor Do Gey
To Main ALLAH Se Du’a Kerta Ke
Woh Tumhain Azaab-E-Qabar Ke Awaazain Suna Dey.
(Sahih
Muslim, Kitabul Jannah)