Pages

Monday, 19 July, 2010

Azaab-E-Qabar Ke Awaazain Suna Dey

Anas Raziallahu Anhu Se Rivayat Hai
K Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Fermaya:
Ager Mujhey Ye Khadsha Na Hota Ke Tum
Apney ‘Murdey’ Dafan Kerna Chor Do Gey
To Main ALLAH Se Du’a Kerta Ke
Woh Tumhain Azaab-E-Qabar Ke Awaazain Suna Dey.
(Sahih
Muslim, Kitabul Jannah)

No comments: